Dushman Meri Khushhiyon Ka Zamaana Hi Nahi ThaTum Ne Bhi Kabhi Apna Tou Jana Hi Nahi ThaKiya Karte Akele Mei Saja Kar Koi Mehfil!Jab Saath Mera Kisi Ne Nibhana Hi Nahi ThaDil Ne Tou Bohot Chahaa Magar Kis Tarha JeetayJeenay Ke Liye Koi Bahana Hi Nahi ThaMurr Murr Ke Dekhtey Rahey Hum Umr Bhar MagarTum Aaye Nahin KiunKe Tum Ko Tou Anaa Hi Nahi ThaAb Jhuk Ke Meri Laash Ko Jhin Jhoor Rahay HoJesay Teri...
Sunday, 20 October 2013
Saturday, 12 October 2013
Har Zarra e Ummid Se Khushboo Nikal Aaye!
Har Zarra e Ummid Se Khushboo Nikal AayeTanhaai Ke Sehra Mei Agar Too Nikal AayeKaisa Lagey Iss Baar Agar Mousam e Gull MeiTitli Ka Badan Orrh Ke Jugnoo Nikal AayePhir Dinn Teri Yaado Ki Munderon Pe GuzraPhir Shaam Hui Aaankh Se Aansu Nikal AayeBe Chen Kiye Rehta Hai Dharka Yahi Jee KoTujh Mei Na Zamaney Ki Koi Khoo Nikal AayePhir Dil Ne Kiya Tark e Taalluk Ka IraadaPhir Tujh Se Mulaakat Ke Pehloo...
Wednesday, 2 October 2013
Usse Hum Bhool Jatey Han! - Bhula Dena Poetry
Baaz Ajao Taghaful Sey Warna Ahl e Dil AksarJise Bhool Jate Han, Osey Bass Bhool Jate Han!~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Abhi Masroof Hoon Kaafi,Kabhi Fursat Main Sochun Ga!!Ke Tujh Ko Yaad Rakhney Mei,Mai Kia Kia Bhool Betha Hoon!!~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Yaar Ab Mujhey Bhool Jao Tou Behter HaiMai Ab Kisi Ko Kho Nahin Sakta!!~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Yehi Dastoor Hay Apna, Zabardasti...
Subscribe to:
Posts (Atom)